Sakhi: Bhakti Utsav Aaj Manaye Shashwat Ye Pal Kar Le Pragat Prabhu Jo Aaj Mile Adhyatma Sambandh Ham Kart E Bhajan: Nijatmanam Brahmarupam… (2) Brahmarup Hee Parbrahm Dhar Le (2) Ekantik Ka Ye Dharam, Nijatmanam Brahmarupam (2) Jai Ho Bhakti Ootsav Ki Jai Ho Pappaji Maharaj Ki Jai Ho Dham-Dhami-Mukto Ki Sarvoparee Swaminarayan Aksharbrahma Ko Sanga Le Aaye Akhand Dhara Par Pragat Rahega (2) Bharat Par Ashish Barasaye Shyam, Ghanshyam, Dhanyavad Dhanyavi Aaj Prabhu Vo Kaha’n Biraje (2) Kahan Vo Shreeji Swayam (4) Kahan Vo Shreeji Swayam (4) Shreeji Yaha’n…Shreeji Yaha Pappaji Ke Roop Biraje Pahachano Hai Shreeji Yaha Shreeji Yaha’n, Shreeji Yaha Swarg Dharati Par Ootare Ye Do Bandhuone Sankalp Kiya Gunatit Asmita Pragatakar Akshardham Avtarit Kiya Chaitanyoke Shilpi Anoodhe Sarra Avtaree Shreeji Yaha Kya Galat Hai Baat Agar Bahane Bhee Bhagwan Bhaje Jheela Vachan Yogi Ka Pappa Kaka Baa Trimurti Ne Amar Gunatit Bhav Bahanome Pragatya Vo Shreeji Yaha Shreeji Yaha’n Shreeji Yaha Yuvako, Gruhastho, Santo Aur Bahanoke Mangal Ho Tum Swaroop Ho Prabhu Ka Fir Bhi Sevak Banker Jeete Tum Kalyandata Muktidata Bhaktavatsa Shreeji Yahaa Shreeji Yaha’n Shreeji Yaha Alpa Sambandhee Chahe Ho Divya Bhavse Seva Karee Swaroop Nistha Dradha Karaee Dekha Kiseeka Kuchh Bhi Nahi Brahmaroop Ho Kar Ke Jinako Pana Hai Vo Shreeji Yahaa Shreeji Yaha’n Shreeji Yaha Vedo Ke Narayan Yaha’n Oopnishad Ke Brahma Yahaa’m Bhagwat Ke Bhagwan Yaha Hanuman Ke Ram Yaha Gopiyo-Ke Bhi Krishna Yaha Arjunke Sarthi Bhi Yaha Sikhoke Guru Nanak Yaha Yogi Parivar Ke Yogi Yaha Param Hansoke Maharaj Yaha Gadhapur Ke Gopinath Yahaa Shreeji Yaha (3)